રેખ્તા ગુજરાતી ઉત્સવ - 19 જાન્યુઆરી: ભાવનગર - ફ્રી રજિસ્ટ્રેશન કરો
રજિસ્ટ્રેશન કરોમુઝકો ક્યા ઢૂંઢે બન બન મેં
મૈં તો ખેલ રહા હરફન મેં
આકાશ વાયુ તેજ જલ પૃથ્વી, ઈન પાંચો ભૂતન મેં,
પિંડ બ્રહ્માંડ મેં વ્યાપ રહા હૂં, ચૌદેલોક ભુવન મેં.
મુઝકો ક્યા ઢૂંઢે બન બન મેં...
સૂર્ય ચંદ્રમા વીજળી તારે, મેરા પ્રકાશ હૈ ઈનમેં,
સારે જગત કા કરું ઉજારા, મેરા પ્રકાશ સબ જન મેં,
મુઝકો ક્યા ઢૂંઢે બન બન મેં...
સબ મેં પૂરણ એક બરાબર, પહાડ ઔર રાઈ તિલ મેં,
કમતી જ્યાદા નહીં કિસી મેં, એક સાર હૂં સબ મેં.
મુઝકો ક્યા ઢૂંઢે બન બન મેં...
રોમ રોમ રગ રગ મેં ઈશ્વર, ઈન્દ્રિય પ્રાણ તન મન મેં,
‘અચલરામ’ સતગુરુ કૃપા બિન, નહીં આત લેખન મેં,
મુઝકો ક્યા ઢૂંઢે બન બન મેં...
mujhko kya DhunDhe ban ban mein
main to khel raha harphan mein
akash wayu tej jal prithwi, in pancho bhutan mein,
pinD brahmanD mein wyap raha hoon, chaudelok bhuwan mein
mujhko kya DhunDhe ban ban mein
surya chandrma wijli tare, mera parkash hai inmen,
sare jagat ka karun ujara, mera parkash sab jan mein,
mujhko kya DhunDhe ban ban mein
sab mein puran ek barabar, pahaD aur rai til mein,
kamti jyada nahin kisi mein, ek sar hoon sab mein
mujhko kya DhunDhe ban ban mein
rom rom rag rag mein ishwar, indriy pran tan man mein,
‘achalram’ satguru kripa bin, nahin aat lekhan mein,

સ્રોત
- પુસ્તક : સુણ શબદ કહે જો સંત-ફકીર
- સંપાદક : ફારૂક શાહ
- પ્રકાશક : ભરાડ ફાઉન્ડેશન, રાજકોટ
- વર્ષ : 2009