કલામું કા ભેદ જો જાને,
સો સાંઈ કો સહી કર પિછાને,
પિછાને કા મારગ નુક્તા એહી, ખુદીપણે કો કર નફી,
બેખુદ હોકર ચઢે મેદાના, ઝલમલ ઝલમલ દેખા સુબ્હાના.
મુરશદ કી તું લે સંગત પકડ, સુન શિખર કી બતાવે ખબર,
વ્હેમ ગૈર કો દિલ સે સફા કર, દીદાર નૂર દેખાવે મગર.
કલામું કે બીચ ખુદા રસદ કી રાહ હૈ જાન,
શાહ કાયમુદ્દીન ચિશ્તી કહે, સો સચ કર માન.

પ્રેમ કી સીડી ધર, સહજ કો પગથિયા કર, ખોલ દ્વાર કંવલ કા,
ધ્યાન કી ધીર ધર, સુરત દોર લેકર, દેખ દર્શન રહેમાન કા.
દર્શન રહેમાન કા ખૂબ હૈ, વહાં ખૂબ નૂર હૈ, ધૂપ છાંવ નહીં હૈ,
સો દેશ કો જા ચિન્હ કર, તૂરનાદ સુનકર, નૂર કો દેખ કર મગન રહે.
સુન ગગન મેં હૈ અજબ જ્યોતિ, તા દેશ કો દેખ સૂઝ પડે,
કહે કાયમુદ્દીન, કોઈ સતગુરુ કા બાલક અગમ આકાશ કી ખબર કરે.
kalamun ka bhed jo jane,
so sani ko sahi kar pichhane,
pichhane ka marag nukta ehi, khudipne ko kar naphi,
bekhud hokar chaDhe medana, jhalmal jhalmal dekha subhana
murshad ki tun le sangat pakaD, sun shikhar ki batawe khabar,
whem gair ko dil se sapha kar, didar noor dekhawe magar
kalamun ke beech khuda rasad ki rah hai jaan,
shah kaymuddin chishti kahe, so sach kar man

prem ki siDi dhar, sahj ko pagathiya kar, khol dwar kanwal ka,
dhyan ki dheer dhar, surat dor lekar, dekh darshan raheman ka
darshan raheman ka khoob hai, wahan khoob noor hai, dhoop chhanw nahin hai,
so desh ko ja chinh kar, turnad sunkar, noor ko dekh kar magan rahe
sun gagan mein hai ajab jyoti, ta desh ko dekh soojh paDe,
kahe kaymuddin, koi satguru ka balak agam akash ki khabar kare

સ્રોત
- પુસ્તક : નવનીત સમર્પણ : ઓગસ્ટ ૨૦૧૨ (પૃષ્ઠ ક્રમાંક 58)